Meri Aashiqui Guitar Chords | Jubin Nautiyal
We simplified Meri Aashiqui guitar chords by placing capo on 4th fret to make it easier for beginners. It is a is a romantic ballad by Jubin Nautiyal that showcases his powerful vocals and emotional delivery. The lyrics describe the intense feelings of love and longing that one experiences in a relationship. Overall, it is a beautiful and heartfelt song that perfectly captures the essence of love and devotion.
Singer: Jubin Nautiyal
Chords: Em, Am, D, and C
Capo: 4th Fret
Meri Aashiqui Guitar Chords:
Mukhda
Em Am D C Em
Baarishein aa gayi aur chali bhi gayi, koyi dil mein siwa tere aaya nahi
Em Am D C Em
Jab bhi sajda kiya naam tera liya, bhool jaana tujhe hum ko aaya nahi
Am C D Em
Dil to hai par jaane kyun, dhadka hi nahi hai kab se
Em
Yeh dua hai meri rab se
Em Em
Yeh dua hai meri rab se, tujhe aashiqon mein sabse
D C Em
Meri aashiqui pasand aaye, meri aashiqui pasand aaye
Em Em
Yeh dua hai meri rab se, tujhe aashiqon mein sabse
D C Em
Meri aashiqui pasand aaye, Meri aashiqui pasand aaye
C Em
Meri aashiqui pasand aaye
Antra 1
Em D C Em
Tum hi ab kuchh kaho, suljhaun kaise yeh mushkil
Em D C Em
Haan tum hi ab kuchh kaho, suljhaun kaise yeh mushkil
Em D C Em
Jhooth bol ke hi, rakh lo na tum mera yeh dil
Am C D Em
Chaho to tod dena, toota hi nahi ye kab se
Em Em
Yeh dua hai meri rab se, tujhe aashiqon mein sabse
D C Em
Meri aashiqui pasand aaye, Meri aashiqui pasand aaye
C Em
Meri aashiqui pasand aaye
Antra 2
Em D
Katra katra jee raha hoon, lamha lamha mar raha hoon
D C Em
Kaise khud ko main sambhalun tu bata
Em D
Tere bin hai soona soona, mere dil ka kona kona
Am D Em
Tu kya jaane kaise itne din jiya
Am C D Am C D Em
Kaise dil ko, kaise dil ko main manaun, naraaz pada hai kab se
Em Em
Yeh dua hai meri rab se, tujhe aashiqon mein sabse
D C Em
Meri aashiqui pasand aaye, Meri aashiqui pasand aaye
C Em
Meri aashiqui pasand aaye
Checkout other songs by Jubin Nautiyal
Watch this song on YouTube